SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhund"
Sher MATCHES FOR "dhund"
Sher
Dhuu.nD uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Sher
dariyaa ke kinaare pe mirii laash pa.Dii thii
aur paanii kii tah me.n vo mujhe Dhuu.nD rahaa thaa
Adil Mansuri
Sher
raushnii Dhuu.nD ke laanaa ko.ii mushkil to na thaa
lekin is dau.D me.n har shaKHs ko jalte dekhaa
Azm Bahzad
Sher
ye aurato.n me.n tavaa.if to Dhuu.nD letii hai.n
tavaa.ifo.n me.n inhe.n aurte.n nahii.n miltii.n
Meena Naqvi
Sher
mire pa.Dos me.n aise bhii log baste hai.n
jo mujh me.n Dhuu.nD rahe hai.n buraa.iyaa.n apnii
Ameer Qazalbash
Sher
ye dhuup to har ruKH se pareshaan karegii
kyuu.n Dhuu.nD rahe ho kisii diivaar kaa saaya
Athar Nafees
Sher
sansaar kii har shai kaa itnaa hii fasaana hai
ik dhund se aanaa hai ik dhund me.n jaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Sher
maanaa nazar ke saamne hai be-shumaar dhu.nd
hai dekhnaa ki dhu.nd ke is paar kaun hai
Amjad Islam Amjad
Sher
khilauno.n ke liye bachche abhii tak jaagte ho.nge
tujhe ai muflisii ko.ii bahaana Dhuu.nD lenaa hai
Munawwar Rana
Sher
Javed Shaheen
Sher
KHatm ho jaa.e.n jinhe.n dekh ke biimaari-e-dil
Dhuu.nD kar laa.e.n kahaa.n se vo masiihaa chehre
Jameel Malik
Sher
ko.ii to Dhuu.nD ke mujh ko kahii.n se le aa.e
ki KHud ko dekhaa nahii.n hai bahut zamaano.n se
Kumar Pashi
Sher
Rajesh Reddy
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
sunte hai.n us ne Dhuu.nD liyaa aur ko.ii ghar
ab tak jo aa.nkh thii tire dar par lagii hu.ii
Jamal Ehsani
Sher
sab ek dhund liye phir rahe hai.n aa.nkho.n me.n
kisii ke chehre pe maazii na haal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Sher
Dhuu.nD laayaa huu.n KHushii kii chhaa.nv jis ke vaaste
ek Gam se bhii use do-chaar karnaa hai mujhe