SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzilen aaiin to raste kho gae"
Sher MATCHES FOR "manzilen aaiin to raste kho gae"
Sher
o jaane vaale aa ki tire intizaar me.n
raste ko ghar banaa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
gar KHanda yaad aa.e to siine ko chaak kar
gar Gamza yaad aa.e to zaKHm-e-sinaa.n uThaa
Ismail Merathi
Sher
ab to itnii baar ham raste me.n Thokar khaa chuke
ab to ham ko bhii vo patthar dekh lenaa chaahiye
Bharat Bhushan Pant
Sher
jab thii manzil nazar me.n to rasta thaa ek
gum hu.ii hai jo manzil to raste bahut
Abdullah Javed
Sher
is ta'alluq ko tuu raste kii rukaavaT na samajh
ab kisii aur kaa honaa hai to chal jaa ho jaa
Faiyaz Aswad
Sher
gar shaiKH azm-e-manzil-e-haq hai to aa idhar
hai dil kii raah siidhii va ka.abe kii raah kaj
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
raaste me.n mil ga.e to puuchh lete hai.n mizaaj
is se ba.Dh kar aur kyaa un kii inaayat chaahiye
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
ab yaad kabhii aa.e to aa.iine se puuchho
'mahbuub-KHizaa.n' shaam ko ghar kyuu.n nahii.n jaate
Mahboob Khizan
Sher
dil ko Gam raas hai yuu.n gul ko sabaa ho jaise
ab to ye dard kii suurat hii davaa ho jaise
Hosh Tirmizi
Sher
mire KHudaa mujhe itnaa to mo'tabar kar de
mai.n jis makaan me.n rahtaa huu.n us ko ghar kar de
Iftikhar Arif
Sher
ham aaj kuchh hasiin saraabo.n me.n kho ga.e
aa.nkhe.n khulii.n to jaagte KHvaabo.n me.n kho ga.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Sher
aa ki mazbuut kare.n pyaar kii buniyaado.n ko
ghar shikasta ho to barsaat me.n baT jaataa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
ye ham ko chho.D ke tanhaa kahaa.n chale 'vaamiq'
abhii to manzil-e-meraaj-e-daar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Sher
lauT bhii aayaa to sadiyo.n kii thakan laa.egaa
sub.h kaa bhuulaa hu.aa shaam ko ghar aane tak
Jamuna Parsad Rahi
Sher
habs-e-davaam to nahii.n duniyaa ki mar rahuu.n
kaahe ko ghar KHayaal karuu.n rahguzar ko mai.n