SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastoorat"
Sher MATCHES FOR "mastoorat"
Sher
yahii zindagii musiibat yahii zindagii musarrat
yahii zindagii haqiiqat yahii zindagii fasaana
Moin Ahsan Jazbi
Sher
zindagii kitnii masarrat se guzartii yaa rab
aish kii tarah agar Gam bhii gavaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Sher
hakiim o aarif o suufii tamaam mast-e-zahuur
kise KHabar ki tajallii hai ain-e-mastuurii
Allama Iqbal
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
sun.ne me.n aa rahe hai.n masarrat ke vaaqi.aat
jamhuuriyat kaa husn numaayaa.n hai aaj-kal
Sheri Bhopali
Sher
Bedam Shah Warsi
Sher
ek lamha bhii masarrat kaa bahut hotaa hai
log jiine kaa saliiqa hii kahaa.n rakhte hai.n
Syed Zameer Jafri
Sher
Aatish Bahawalpuri
Sher
ye intihaa-e-masarrat kaa shahr hai 'sarvat'
yahaa.n to har dar-o-diivaar ik samundar hai
Sarvat Husain
Sher
dono.n haatho.n se masarrat ko luTaayaa hai 'habiib'
Gam kii daulat to magar tum se luTaa.ii na ga.ii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
bhes me.n masarrat ke Gam kahii.n na aayaa ho
is sabab se Dar Dar kar ham KHushii se milte hai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
Ateeq Asar
Sher
mai.n kyaa kahuu.n us naGma-e-mastuur kii tasviir
aavaaz se khii.nchii hai tirii nuur kii tasviir
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
aatii hai yaad sub.h-e-masarrat kii baar baar
KHurshiid aate aate use kal uThaa to laa
Natiq Gulavthi
Sher
kuchh KHvaab kuchh KHayaal me.n mastuur ho ga.e
tum kyaa qariib nikle ki sab duur ho ga.e
Ataur Rahman Jameel
Sher
dil KHush jo nahii.n rahtaa to is kaa bhii sabab hai
maujuud ko.ii vaj.h-e-masarrat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Sher
vo abr ghiraa jhuum ke rahmat ke din aa.e
piine ke pilaane ke masarrat ke din aa.e