SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasta-qad"
Sher MATCHES FOR "pasta-qad"
Sher
ajab kyaa hai ham aise garm-raftaaro.n kii Thokar se
zamaane ke buland-o-past kaa hamvaar ho jaanaa
Yagana Changezi
Sher
merii hairat mirii vahshat kaa pata puuchhtii hai
dekhiye kaun kise pahle rasaa.ii degaa
Ambarin Salahuddin
Sher
Nazim Barelvi
Sher
kabhii kabhii kitnaa nuqsaan uThaanaa pa.Dtaa hai
airo.n Gairo.n kaa ehsaan uThaanaa pa.Dtaa hai
Alam Khursheed
Sher
ujaalaa bechne vo aa ga.e hai.n aaj pastii me.n
jo kal kah kar ga.e the ham a.ndhero.n ko miTaa.e.nge
Irshad Atif
Sher
kahii.n pata na lagaa phir vajuud kaa mere
uThaa ke le ga.ii duniyaa shikaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Sher
achchho.n se pata chaltaa hai insaa.n ko buro.n kaa
raavan kaa pata chal na sakaa raam se pahle
Rizwan Banarsi
Sher
manzil kaa pataa hai na kisii raahguzar kaa
bas ek thakan hai ki jo haasil hai safar kaa
Saleem Ahmed
Sher
Gam se ehsaas kaa aa.iina jilaa paataa hai
aur Gam siikhe hai aa kar ye saliiqa mujh se
Javed Vashisht
Sher
aa.ndhiyaa.n sab kuchh u.Daa kar le ga.ii.n
pe.D par patta na phal daaman me.n thaa
Aqeel Shadab
Sher
raat ko jiit to paataa nahii.n lekin ye charaaG
kam se kam raat kaa nuqsaan bahut kartaa hai
Irfan Siddiqi
Sher
Rafi Raza
Sher
mere jiine kaa ye usluub pata detaa hai
ki abhii ishq me.n kuchh kaam hai.n karne vaale