SEARCH RESULTS
Showing search results for "شرط"
Ghazal MATCHES FOR "شرط"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
shaayad vo mil hii jaa.e magar justujuu hai shart
vo apne naqsh-e-paa to miTaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
qaid yuusuf ko zuleKHaa ne kiyaa kuchh na kiyaa
dil-e-yuusuf ke liye shart thaa zindaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
tuu jo chaahe to tiraa jhuuT bhii bik saktaa hai
shart itnii hai ki sone kii taraazuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
kisii ke nuur ko chu.ndhiyaa ke dekhe.n hairat se
charaaG jugnuu sharar aaftaab phuul-jha.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
ajiib shart lagaa.ii hai ehtiyaato.n ne
ki teraa zikr karuu.n aur teraa naam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
kaisii ajiib shart hai diidaar ke liye
aa.nkhe.n jo band ho.n to vo jalva dikhaa.ii de