Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Quotes on Human Being

quote

Insaan woh waahid haiwaan hai jo apna zahar dil mein rakhta hai.

Mushtaq Ahmad Yusufi
quote

Aadmi ya to aadmi hai warna aadmi nahi hai, gadhaa hai, makaan hai, mez hai, ya aur koi cheez hai.

Saadat Hasan Manto
quote

Main sochta hun agar bandar se insaan ban kar hum itni qayaamatein dhaa sakte hain, is qadar fitne barpa kar sakte hain to waapis bandar ban kar hum khuda maloom kya kuchh kar sakte hain.

Bandar mein humein iske 'alaawa aur koi 'aib nazar nahi aata ki woh insaan ka jadd-e-aala hai.

Bandar mein humein iske 'alaawa aur koi 'aib nazar nahi aata ki woh insaan ka jadd-e-aala hai.

Mushtaq Ahmad Yusufi

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now