Mehnat-kash mazdooron ki sahi nafsiyaat kuch unka apna paseena hi ba-tareeq-e-ahsan bayaan kar sakta hai. Usko daulat ke taur par istemaal kar ke uske paseene ki raushnaai mein qalam dubo-dubo kar grandeel lafzon mein manshoor likhne waale, ho sakta hai bade mukhlis aadmi hon, magar maaf kijiye main ab bhi unhein bahrupiya samajhta hun.

-
Tags : Politicianand 1 more