Main baghaawat chahta hun har us fard ke khilaaf baghaawat chahta hun jo humse mehnat karaata hai magar uske daam adaa nahi karta.

-
Tags : Employmentand 2 more
Jo mulk jitna ghurbat-zada hoga utna hi aaloo aur mazhab ka chalan ziyaada hoga.

Yaad rakhiye ghurbat laanat nahi hai jo use laanat zaahir karte hain woh khud mal'oon hain. Woh khud us ameer se do laakh darje behtar hai jo apne kashti khud apne haathon se kheta hai...

Middle class gareebi ki sabse qaabil-e-rahm aur laa-ilaaj qism wo hai jismein aadmi ke paas kuch na ho lekin use kisi cheez ki kami mahsoos na ho.

Baaz-auqaat ghareeb ko moochh isliye rakhni padti hai ki waqt-e-zaroorat neeche kar ke jaan ki amaan paaye.