muskurānā bhī ek fan hai 'azīz'
sab ko aatā nahīñ zamāne meñ
muskurana bhi ek fan hai 'aziz'
sab ko aata nahin zamane mein
jabīn-e-shauq har ik dar pe ḳham nahīñ hotī
har ik zamīn zamīn-e-haram nahīñ hotī
jabin-e-shauq har ek dar pe KHam nahin hoti
har ek zamin zamin-e-haram nahin hoti
kareñ haiñ ābrū-poshī zarā se chithḌe se
kahāñ pe qarz liyā thā kahāñ hisāb huā
karen hain aabru-poshi zara se chithDe se
kahan pe qarz liya tha kahan hisab hua