bhaa.ii
aaj se baara baras pahle ba.Daa bhaa.ii miraa
stalingrad kii ja.ngaah me.n kaam aayaa thaa
merii maa.n ab bhii liye phirtii hai pahluu me.n ye Gam
jab se ab tak hai vahii tan pe ridaa-e-maatam
aur is dukh se mirii aa.nkh kaa gosha tar hai
ab mirii umr ba.De bhaa.ii se kuchh ba.Dh kar hai

- Book : Nuskha Hai Wafa(Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 471)
- Publication : Educational Publishing House (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.