bhalā kyoñ pūchhte ho kis liye rahtā huuñ maiñ in parbatoñ ke sabza-zāroñ meñ
maiñ hañs dūñgā javāb is kā nahīñ dūñgā
hai merī ruuh meñ taskīn kā Derā
vo rahtī hai kisī ik aur hī duniyā meñ jo hāsil nahīñ tum ko
khile haiñ phuul peḌoñ par
bahā jaatā hai paanī ik ravānī meñ
bhala kyon puchhte ho kis liye rahta hun main in parbaton ke sabza-zaron mein
main hans dunga jawab is ka nahin dunga
hai meri ruh mein taskin ka Dera
wo rahti hai kisi ek aur hi duniya mein jo hasil nahin tum ko
khile hain phul peDon par
baha jata hai pani ek rawani mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.