ḳhizāñ kī havāoñ meñ saarī hai ḳhunkī
hai sūrat bhī shaffāf māh-e-ḳhizāñ kī
gire the jo patte
uḌe mil ke saare
hue vo ikaTThe
banā Dher un se
magar phir se uḌ ke
fazāoñ meñ bikhre
kahāñ hai kahāñ hai batā tū kahāñ hai
mire dil meñ ik dard imshab nihāñ hai
mujhe kab nazar aa.egī terī sūrat
KHizan ki hawaon mein sari hai KHunki
hai surat bhi shaffaf mah-e-KHizan ki
gire the jo patte
uDe mil ke sare
hue wo ikaTThe
bana Dher un se
magar phir se uD ke
fazaon mein bikhre
kahan hai kahan hai bata tu kahan hai
mere dil mein ek dard imshab nihan hai
mujhe kab nazar aaegi teri surat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.