kaash mai.n ba.Daa nahii.n hotaa
kaash maiñ baḌā nahīñ hotā
aur maiñ ye nahīñ samajhtā
ki mere baap ne mujh se jhūTh bolā
ki miTTī meñ jākar
sab kuchh harā ho jaatā hai
aur ye lutf-e-ḳhudāvand hai
ise koī kyoñ nahīñ samajhtā?
maiñ ne muddatoñ intizār kiyā
lekin
merī maañ harī nahīñ huī
kash main baDa nahin hota
aur main ye nahin samajhta
ki mere bap ne mujh se jhuTh bola
ki miTTi mein jakar
sab kuchh hara ho jata hai
aur ye lutf-e-KHudawand hai
ise koi kyon nahin samajhta?
main ne muddaton intizar kiya
lekin
meri man hari nahin hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.