be-ghar
ye tumhāre lafz kā darbār hai
aur lamha-ba-lamha
ulajhtā hī jā rahā huuñ huuñ be-ghar
tere chehre par koī daaġh bhī nahīñ hai
ki maiñ chhāñv meñ baiTh jā.ūñ
be-ghar vo nahīñ hotā
ki jis kā koī ghar nahīñ hotā
be-ghar vo hotā hai
jo apnī nazar se gir jaa.e
ye tumhaare lafz ka darbar hai
aur lamha-ba-lamha
ulajhta hi ja raha hun hun be-ghar
tere chehre par koi dagh bhi nahin hai
ki main chhanw mein baiTh jaun
be-ghar wo nahin hota
ki jis ka koi ghar nahin hota
be-ghar wo hota hai
jo apni nazar se gir jae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.