Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shauq faqiirii kaa

Muneer Niyazi

shauq faqiirii kaa

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    Interesting Fact

    Translator : Arsh Sultanpuri

    kuchh shauq thaa yaar faqiirii kaa

    kuchh ishq ne dar-dar bhaTkaayaa

    kuchh yaar ne kasar na chho.Dii thii

    kuchh zahr raqiib ne ghol diyaa

    kuchh hijr firaaq kaa rang cha.Dhaa

    kuchh yaar ne Gam anmol diyaa

    kuchh qismat thii bad-qismat kii

    kuchh hijr visaal me.n ghol diyaa

    kuchh yuu.n bhii raahe.n mushkil thii.n

    kuchh Gam kaa gale me.n tauq bhii thaa

    kuchh shahr ke log bhii zaalim the

    kuchh marne kaa hame.n shauq bhii thaa

    kuchh shauq thaa yaar faqiirii kaa

    kuchh ishq ne dar-dar bhaTkaayaa

    kuchh yaar ne kasar na chho.Dii thii

    kuchh zahr raqiib ne ghol diyaa

    kuchh hijr firaaq kaa rang cha.Dhaa

    kuchh yaar ne Gam anmol diyaa

    kuchh qismat thii bad-qismat kii

    kuchh hijr visaal me.n ghol diyaa

    kuchh yuu.n bhii raahe.n mushkil thii.n

    kuchh Gam kaa gale me.n tauq bhii thaa

    kuchh shahr ke log bhii zaalim the

    kuchh marne kaa hame.n shauq bhii thaa

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now