aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1813 - 1845 | Lucknow, India
faqat umiid hai baḳhshish kī terī rahmat se
vagarna afv ke qābil mire gunāh nahīñ
faqat umid hai baKHshish ki teri rahmat se
wagarna afw ke qabil mere gunah nahin
uḌā.ūñ kyuuñ na garebāñ kī dhajjiyāñ haihāt
vahī ye haath haiñ jin meñ kisī kā dāman thā
uDaun kyun na gareban ki dhajjiyan haihat
wahi ye hath hain jin mein kisi ka daman tha
Baharistan-e-Sukhan
1918
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books