Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Dr. Jafar Askari's Photo'

Dr. Jafar Askari

1972 | Karachi, Pakistan

Dr. Jafar Askari

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 11

chhānī hai ḳhaak ham ne bahut kū-e-yār

'jā’far' is 'āshiqī se kisī ko amaañ nahīñ

chhani hai KHak hum ne bahut ku-e-yar ki

'ja’far' is 'ashiqi se kisi ko aman nahin

  • Share this

maz.hab se us ke dil meñ na paidā huā gudāz

ye aadmī to aur bhī saffāk ho gayā

mazhab se us ke dil mein na paida hua gudaz

ye aadmi to aur bhi saffak ho gaya

  • Share this

miT jā.egī vatan se jahālat tīrgī

vo dekh inqalāb sūraj qarīb hai

miT jaegi watan se jahaalat ki tirgi

wo dekh inqalab ka suraj qarib hai

  • Share this

mullā tirī akaḌ se ye hone lagā gumān

jaise ḳhudā zamīñ pe numūdār ho gayā

mulla teri akaD se ye hone laga guman

jaise KHuda zamin pe numudar ho gaya

  • Share this

ye shab-e-ġham ye merī tanhā.ī

is rifāqat kaun saanī hai

ye shab-e-gham ye meri tanhai

is rifaqat ka kaun sani hai

  • Share this

Qita 18

Rubai 4

 

Triveni 7

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now