Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Ibrat Gorakhpuri

1859 - 1918

Ibrat Gorakhpuri

Sher-o-Shayari 3

ārām kise detī hai ayyām gardish

sīdhā koī halchal meñ khaḌā ho nahīñ saktā

aaram kise deti hai ayyam ki gardish

sidha koi halchal mein khaDa ho nahin sakta

  • Share this

vo dil hai mirā ho nahīñ saktā jo shagufta

vo baaġh mirā hai jo harā ho nahīñ saktā

wo dil hai mera ho nahin sakta jo shagufta

wo bagh mera hai jo hara ho nahin sakta

  • Share this

zindagānī haqīqat se nahīñ ham vāqif

maut naam jo sunte haiñ to mar jaate haiñ

zindagani ki haqiqat se nahin hum waqif

maut ka nam jo sunte hain to mar jate hain

  • Share this
 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now