aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
bahut jaldī thī tum ko rāste apne badalne kī
abhī to chāhatoñ ko kitnā pā.edār honā thā
bahut jaldi thi tum ko raste apne badalne ki
abhi to chahaton ko kitna paedar hona tha
ho jaa.e kabhī mujh se barham vo nahīñ chāhā
ho jaa.eñ sabhī jazbe maddham vo nahīñ chāhā
ho jae kabhi mujh se barham wo nahin chaha
ho jaen sabhi jazbe maddham wo nahin chaha
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books