aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1990 | Muzaffarnagar, India
mere allāh mujhe aise ḳhayāloñ se navāz
vo jinheñ mīr-taqī-'mīr' nahīñ soch sakā
mere allah mujhe aise KHayalon se nawaz
wo jinhen mir-taqi-'mir' nahin soch saka
dayār-e-mīr-taqī-'mīr' ko salām karo
yahāñ ḳhudā-e-suḳhan gaah gaah baiThte haiñ
dayar-e-mir-taqi-'mir' ko salam karo
yahan KHuda-e-suKHan gah gah baiThte hain
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books