aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1761 | Aurangabad, India
ishq ke ghaaT par sañbhal kar chaḌh
kyoñ ki us kā chaḌhāo mushkil hai
ishq ke ghaT par sanbhal kar chaDh
kyon ki us ka chaDhao mushkil hai
junūñ ke shaah ne jab se liyā hai qil.a-e-dil ko
ye mulk-e-aql vīrāñ ho gayā kis kis ḳharābī se
junun ke shah ne jab se liya hai qila-e-dil ko
ye mulk-e-aql viran ho gaya kis kis KHarabi se
pand se nāseh ke dozaḳh kā mujhe kuchh ḳhauf na.iiñ
maġhfirat be-shak huī jis kā alī vaalī huā
pand se naseh ke dozaKH ka mujhe kuchh KHauf nain
maghfirat be-shak hui jis ka ali wali hua
Kulliyat-e-Imtiyaz
2004
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books