SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناؤ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ناؤ"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "ناؤ"
MORE MATCHES FOR "ناؤ"
Ghazal
baazuu hai.n yaa do patvaare.n naav pe rakkhii hai.n
lahre.n letaa dariyaa dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
junuu.n-pasand hai dil aur tujh tak aane me.n
badan ko naav lahuu ko chanaab kar degaa
Parveen Shakir
Sher
paanii me.n aks aur kisii aasmaa.n kaa hai
ye naav kaun sii hai ye dariyaa kahaa.n kaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Meeraji
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Sher
sadaa ek hii ruKH nahii.n naav chaltii
chalo tum udhar ko havaa ho jidhar kii