Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Amjad hyderabadi's Photo'

Amjad hyderabadi

1878 - 1961 | Hyderabad, India

Prominent poet, known for his Rubaai

Prominent poet, known for his Rubaai

Sher of Amjad hyderabadi

jholiyāñ sab bhartī jaatī haiñ

dene vaalā nazar nahīñ aatā

jholiyan sab ki bharti jati hain

dene wala nazar nahin aata

DhūñDtī haiñ jise mirī āñkheñ

vo tamāshā nazar nahīñ aatā

DhunDti hain jise meri aankhen

wo tamasha nazar nahin aata

barbād na kar bekas chaman bedard ḳhizāñ se kaun kahe

tārāj na kar merā ḳhirman us barq-e-tapāñ se kaun kahe

barbaad na kar bekas ka chaman bedard KHizan se kaun kahe

taraj na kar mera KHirman us barq-e-tapan se kaun kahe

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now