- Index of Books 180323
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1867
Medicine773 Movements280 Novel4031 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets62
- Deewan1389
- Doha65
- Epics98
- Exegesis171
- Geet85
- Ghazal926
- Haiku12
- Hamd35
- Humorous37
- Intikhab1486
- Keh mukarni6
- Kulliyat636
- Mahiya18
- Majmua4446
- Marsiya358
- Masnavi766
- Musaddas51
- Naat490
- Nazm1121
- Others63
- Paheli16
- Qasida174
- Qawwali19
- Qit'a54
- Quatrain272
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Aslam Farrukhi
koī manzil nahīñ baaqī hai musāfir ke liye
ab kahīñ aur nahīñ jā.egā ghar jā.egā
Aslam Farrukhikoi manzil nahin baqi hai musafir ke liye
ab kahin aur nahin jaega ghar jaega
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
aag sī lag rahī hai siine meñ
ab mazā kuchh nahīñ hai jiine meñ
Aslam Farrukhiaag si lag rahi hai sine mein
ab maza kuchh nahin hai jine mein
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
saare dil ek se nahīñ hote
farq hai kañkar aur nagīne meñ
Aslam Farrukhisare dil ek se nahin hote
farq hai kankar aur nagine mein
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
na dekh mujh ko mohabbat kī aañkh se ai dost
mirā vajūd mirā mudda.ā na ho jaa.e
Aslam Farrukhina dekh mujh ko mohabbat ki aankh se ai dost
mera wajud mera muddaa na ho jae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
raushnī ho rahī hai kuchh mahsūs
kyā shab āḳhir tamām ko pahuñchī
Aslam Farrukhiraushni ho rahi hai kuchh mahsus
kya shab aaKHir tamam ko pahunchi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
hañgāma-e-hastī se guzar kyuuñ nahīñ jaate
raste meñ khaḌe ho ga.e ghar kyuuñ nahīñ jaate
Aslam Farrukhihangama-e-hasti se guzar kyun nahin jate
raste mein khaDe ho gae ghar kyun nahin jate
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Get Tickets
-
Children's Literature1867
-