- Index of Books 182408
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1896
Medicine839 Movements286 Novel4236 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1430
- Doha65
- Epics97
- Exegesis182
- Geet81
- Ghazal990
- Haiku12
- Hamd36
- Humorous36
- Intikhab1524
- Keh mukarni6
- Kulliyat651
- Mahiya19
- Majmua4682
- Marsiya368
- Masnavi803
- Musaddas54
- Naat512
- Nazm1149
- Others67
- Paheli16
- Qasida176
- Qawwali19
- Qit'a56
- Quatrain281
- Quintuple17
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi28
- Translation73
- Wasokht26
Sher of Ata ul Haq Qasmi
use ab bhuul jaane kā irāda kar liyā hai
bharosa ġhāliban ḳhud par ziyāda kar liyā hai
Ata ul Haq Qasmiuse ab bhul jaane ka irada kar liya hai
bharosa ghaaliban KHud par ziyaada kar liya hai
jis kī ḳhātir maiñ bhulā baiThā thā apne aap ko
ab usī ke bhuul jaane kā hunar bhī dekhnā
Ata ul Haq Qasmijis ki KHatir main bhula baiTha tha apne aap ko
ab usi ke bhul jaane ka hunar bhi dekhna
-
Tag : Hunar
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
vo ek shaḳhs ki manzil bhī rāstā bhī hai
vahī duā bhī vahī hāsil-e-duā bhī hai
Ata ul Haq Qasmiwo ek shaKHs ki manzil bhi rasta bhi hai
wahi dua bhi wahi hasil-e-dua bhi hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
lagtā nahīñ ki us se marāsim bahāl hoñ
maiñ kyā karūñ ki thoḌā sā pāgal to maiñ bhī huuñ
Ata ul Haq Qasmilagta nahin ki us se marasim bahaal hon
main kya karun ki thoDa sa pagal to main bhi hun
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ye kis azaab meñ us ne phañsā diyā mujh ko
ki us kā dhyān koī kaam karne detā nahīñ
Ata ul Haq Qasmiye kis azab mein us ne phansa diya mujh ko
ki us ka dhyan koi kaam karne deta nahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
gum huā jaatā hai koī manziloñ kī gard meñ
zindagī bhar kī masāfat rā.egāñ hone ko hai
Ata ul Haq Qasmigum hua jata hai koi manzilon ki gard mein
zindagi bhar ki masafat raegan hone ko hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
diloñ se ḳhauf nikaltā nahīñ azāboñ kā
zamīñ ne oḌh liye sar par āsmāñ phir se
Ata ul Haq Qasmidilon se KHauf nikalta nahin azabon ka
zamin ne oDh liye sar par aasman phir se
aa.e haiñ log raat kī dahlīz phāñd kar
un ke liye naved-e-sahar honī chāhiye
Ata ul Haq Qasmiaae hain log raat ki dahliz phand kar
un ke liye nawed-e-sahar honi chahiye
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
-
Children's Literature1896
-