Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ghulam Mohammad Qasir's Photo'

Ghulam Mohammad Qasir

1941 - 1999 | Dera Ismail khan, Pakistan

Considered to be one of the finest modern poets from Pakistan.

Considered to be one of the finest modern poets from Pakistan.

Ghulam Mohammad Qasir

Ghazal 42

Nazm 8

Sher-o-Shayari 48

karūñgā kyā jo mohabbat meñ ho gayā nākām

mujhe to aur koī kaam bhī nahīñ aatā

What will I do in love / if I don't succeed

I know no other task, I have to concede

karunga kya jo mohabbat mein ho gaya nakaam

mujhe to aur koi kaam bhi nahin aata

What will I do in love / if I don't succeed

I know no other task, I have to concede

galiyoñ udāsī pūchhtī hai ghar sannāTā kahtā hai

is shahr har rahne vaalā kyuuñ dūsre shahr meñ rahtā hai

galiyon ki udasi puchhti hai ghar ka sannaTa kahta hai

is shahr ka har rahne wala kyun dusre shahr mein rahta hai

ye bhī ik rañg hai shāyad mirī mahrūmī

koī hañs de to mohabbat gumāñ hotā hai

ye bhi ek rang hai shayad meri mahrumi ka

koi hans de to mohabbat ka guman hota hai

tum yuuñ nārāz hue ho varna mai-ḳhāne patā

ham ne har us shaḳhs se pūchhā jis ke nain nashīle the

tum yun hi naraaz hue ho warna mai-KHane ka pata

hum ne har us shaKHs se puchha jis ke nain nashile the

bārūd ke badle hāthoñ meñ aa jaa.e kitāb to achchhā ho

ai kaash hamārī āñkhoñ ikkīsvāñ ḳhvāb to achchhā ho

barud ke badle hathon mein aa jae kitab to achchha ho

ai kash hamari aankhon ka ikkiswan KHwab to achchha ho

BOOKS 3

 

Videos 26

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

Bas ek ye manzar tah-e-aflaq na badle

Ghulam Mohammad Qasir

Ek tha gair yahaan ek mera hamsaya tha

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Muhammad Qasir narrating a Natia nazm in khana e farhag e jamhuri o Islami Iran Peshawar 1997

Ghulam Mohammad Qasir

hijr ke tapte mausam me.n bhii dil un se vaabasta hai

Ghulam Mohammad Qasir

Malboos ek silvat men gaii

Ghulam Mohammad Qasir

Reciting own poetry

Ghulam Muahammad Qasir in a PTV kul Pakistan mushaira recorded in Quetta in August 1993 Ghulam Mohammad Qasir

shauq barahna-paa chaltaa thaa aur raste pathriile the

Ghulam Mohammad Qasir

Urdu Ghazal Ghulam Muhammad Qasir Adel Key Manshoor Main Termeem Na Ker

Ghulam Mohammad Qasir

baGair us ke ab aaraam bhii nahii.n aataa

Ghulam Mohammad Qasir

ban me.n viiraa.n thii nazar shahr me.n dil rotaa hai

Ghulam Mohammad Qasir

galiyo.n kii udaasii puuchhtii hai ghar kaa sannaaTaa kahtaa hai

Ghulam Mohammad Qasir

galiyo.n kii udaasii puuchhtii hai ghar kaa sannaaTaa kahtaa hai

Ghulam Mohammad Qasir

har ek pal ki udaasi ko janta hai to aa

Ghulam Mohammad Qasir

milne kii har aas ke piichhe an-dekhii majbuurii thii

Ghulam Mohammad Qasir

Audios 15

aafaaq me.n phaile hu.e manzar se nikal kar

baaruud ke badle haatho.n me.n aa jaa.e kitaab to achchhaa ho

ban se fasiil-e-shahr tak ko.ii savaar bhii nahii.n

Recitation

RELATED Authors

Recitation

Speak Now