aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1772 - 1838 | Lucknow, India
One of the most prominent and trend-setter classical poets from Lucknow. Contemporary of Mirza Ghalib.
dariyā-e-husn aur bhī do haath baḌh gayā
añgḌā.ī us ne nashshe meñ lī jab uThā ke haath
dariya-e-husn aur bhi do hath baDh gaya
angDai us ne nashshe mein li jab uTha ke hath
furqat-e-yār meñ insān huuñ maiñ yā ki sahāb
har baras aa ke rulā jaatī hai barsāt mujhe
furqat-e-yar mein insan hun main ya ki sahab
har baras aa ke rula jati hai barsat mujhe
justujū karnī har ik amr meñ nādānī hai
jo ki peshānī pe likkhī hai vo pesh aanī hai
justuju karni har ek amr mein nadani hai
jo ki peshani pe likkhi hai wo pesh aani hai
ḳhud ġhalat hai jo kahe hotī hai taqdīr ġhalat
kahīñ qismat kī bhī ho saktī hai tahrīr ġhalat
KHud ghalat hai jo kahe hoti hai taqdir ghalat
kahin qismat ki bhi ho sakti hai tahrir ghalat
tang aa jab jab kahā maiñ ne ki mar jā.ūñ kahīñ
bad-gumāñ samjhā ki is ko ishtiyāq-e-hūr hai
tang aa jab jab kaha main ne ki mar jaun kahin
bad-guman samjha ki is ko ishtiyaq-e-hur hai
Aijaz-e-Nasikh
1988
Deewan-e-Nasikh
1872
Part-002
1868
1846
Volume-002
1907
1886
Volume-001-002
Nuskha-e-Banaras
1997
1893
ab kii holii me.n rahaa be-kaar ra.ng aur hii laayaa firaaq-e-yaar ra.ng
aane me.n sadaa der lagaate hii rahe tum jaate rahe ham jaan se aate hii rahe tum
zindagii zinda-dilii kaa hai naam murda-dil KHaak jiyaa karte hai.n
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books