Jameel Mazhari
Ghazal 39
Nazm 7
Sher-o-Shayari 11
jalāne vaale jalāte hī haiñ charāġh āḳhir
ye kyā kahā ki havā tez hai zamāne kī
jalane wale jalate hi hain charagh aaKHir
ye kya kaha ki hawa tez hai zamane ki
-
Share this
- See Ghazal
ba-qadr-e-paimāna-e-taḳhayyul surūr har dil meñ hai ḳhudī kā
agar na ho ye fareb-e-paiham to dam nikal jaa.e aadmī kā
ba-qadr-e-paimana-e-taKHayyul surur har dil mein hai KHudi ka
agar na ho ye fareb-e-paiham to dam nikal jae aadmi ka
-
Share this
- See Ghazal
aayā ye kaun sāya-e-zulf-e-darāz meñ
peshāni-e-sahar kā ujālā liye hue
aaya ye kaun saya-e-zulf-e-daraaz mein
peshani-e-sahar ka ujala liye hue
-
Share this
- See Ghazal
Marsiya 1
BOOKS 29
Audios 11
badal jaate hai.n dil haalaat jab karvaT badalte hai.n
Gaur to kiije ki ye sajda-ravaa kyuu.n kar hu.aa
hastii hai judaa.ii se us kii jab vasl hu.aa to kuchh bhii nahii.n
RELATED Authors
- Bismil Saeedi Contemporary
- Khan Bahadur Raza Ali Wahshat Kalkatvi Mentor
- Ehsan Darbhangavi Disciple
- Ameer Raza Mazhari Brother
- Wahshat Raza Ali Kalkatvi Mentor
- Abdul Hamid Adam Contemporary
- Ijtiba Rizvi Contemporary
- Akhtar Shirani Contemporary
- Parvez Shahidi Contemporary
- Abbas Ali Khan Bekhud Contemporary