Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Jamil Nazar

1925 - 1993 | Karachi, Pakistan

Jamil Nazar

Ghazal 15

Sher-o-Shayari 5

dekhiye to hai kārvāñ varna

har musāfir safar meñ tanhā hai

dekhiye to hai karwan warna

har musafir safar mein tanha hai

be-vafā sahī zamāne meñ

ham kisī fan intihā to hue

be-wafa hi sahi zamane mein

hum kisi fan ki intiha to hue

apne baare meñ jab bhī sochā hai

us chehra nazar meñ ubhrā hai

TRANSLATION

Whenever I have thought about myself,

Your countenance has appeared before self.

Sagar Akbarabadi

apne bare mein jab bhi socha hai

us ka chehra nazar mein ubhra hai

TRANSLATION

Whenever I have thought about myself,

Your countenance has appeared before self.

Sagar Akbarabadi

baḌā ajiib hai tahzīb-e-irteqā ke liye

tamām umr kisī ik ko ham-navā rakhnā

baDa ajib hai tahzib-e-irteqa ke liye

tamam umr kisi ek ko ham-nawa rakhna

na qurb-e-zāt hāsil na zaḳhm-e-rusvā.ī

ajiib lagtā hai ab ḳhud se rābta rakhnā

na qurb-e-zat hi hasil na zaKHm-e-ruswai

ajib lagta hai ab KHud se rabta rakhna

BOOKS 4

 

More Authors From "Karachi"

Recitation

Speak Now