Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Maulana Jalaluddin Rumi's Photo'

Maulana Jalaluddin Rumi

1207 - 1273 | Konya, Turkey

Among the greatest Persian poets, author of Masnavi-e-Manavi, Fihi Ma Fihi and Diwan-e-Shams Tabrizi.

Quotes of Maulana Jalaluddin Rumi

659
Favorite

SORT BY

Dunya Haasil Karna Koi Buraai Nahi Lekin Jab Dunya Ko Aakhirat Par Tarjeeh Di Jaae To Phir Saraasar Khasaara Hi Hai.

Talab Saadiq Ho To Khuda Ki Madad Se Pahunch Jaaya Karti Hai.

Haqeeqat Aur Majaaz Ka Farq Tujhe Usi Waqt Maloom Ho Sakta Hai, Jab Surmaae Insaaniyat Teri Chashm-e-baseerat Ko Saaf Kar Chuka Ho.

Kab Bnda Ko Yeh Haq Pahunchta Hai Ki Woh Khuda Ki Aazmaaish Aur Imtihaan Ki Jur'at Kare.

Bewaqoof Ki Sohbat Se Tanhaai Behtar Hai.

Jo Ilm Tujhe Tujh Se Na Le Le Us Ilm Se Jahl Behtar Hai.

Ai Mahboob-e-haqeeqi! Aap Ki Mohabbat Mein Mujh Ko Naara-e-mastaana Bahut Achha Lagta Hai. Qayaamat Tak Ai Mahaboob Main Ise Divaangi Aur Waa-Raftagi Ko Mahboob Rakhna Chaahta Hoon.

Har Fard Kisi Khaas Maqsad Ke Liye Paida Hota Hai Aur Us Waqt Ke Husool Ki Khwaahish Pahle Hi Se Uske Dil Mein Rakh Di Jaati Hai.

Jis Shakhs Ka Khuda Khud Nigehbaan Ho Uska Tahaffuz Murgh-o-Maahi Bhi Karte Hain.

Makhlooq-e-Khuda Par Raham Karne Se Dunya Aur Aakhirat Mein Sarfaraazi Ata Hoti Hai.

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now