aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1943 - 2020 | Lahore, Pakistan
maiñ be-hunar thā magar sohbat-e-hunar meñ rahā
shu.ūr baḳhshā hama-rañg mahfiloñ ne mujhe
main be-hunar tha magar sohbat-e-hunar mein raha
shuur baKHsha hama-rang mahfilon ne mujhe
haañ ye ḳhatā huī thī ki ham uTh ke chal diye
tum ne bhī to palaT ke pukārā nahīñ hameñ
han ye KHata hui thi ki hum uTh ke chal diye
tum ne bhi to palaT ke pukara nahin hamein
dekhā use to aañkh se aañsū nikal paḌe
dariyā agarche ḳhushk thā paanī tahoñ meñ thā
dekha use to aankh se aansu nikal paDe
dariya agarche KHushk tha pani tahon mein tha
raat sunsān hai galī ḳhāmosh
phir rahā hai ik ajnabī ḳhāmosh
raat sunsan hai gali KHamosh
phir raha hai ek ajnabi KHamosh
vo bhī kyā din the ki jab ishq kiyā karte the
ham jise chāhte the chuum liyā karte the
wo bhi kya din the ki jab ishq kiya karte the
hum jise chahte the chum liya karte the
Al-Nasir
2005
Bayad-e-Shair-e-Mashriq
1977
Doobte Chand ka Manzar
Dubte Chand Ka Manzar
1976
Muntakhab Ghazlein-1982
1983
Shamamah
2002
Unnees Sau Adsath Ke Muntakhab Afsane
1969
Zareeh-e-Nau Ali Nagar Pali, Zila Gaya
Adab E Lateef 1969-SVK
003,004
Adab E Lateef Jild 65 Shumara 3,4 May,June 1967-SVK
Shumara Number-003,004
1967
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books