- Index of Books 180548
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1867
Medicine773 Movements280 Novel4033 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets62
- Deewan1389
- Doha65
- Epics98
- Exegesis171
- Geet86
- Ghazal926
- Haiku12
- Hamd35
- Humorous37
- Intikhab1486
- Keh mukarni6
- Kulliyat636
- Mahiya18
- Majmua4446
- Marsiya358
- Masnavi766
- Musaddas51
- Naat490
- Nazm1121
- Others64
- Paheli16
- Qasida174
- Qawwali19
- Qit'a54
- Quatrain273
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Niyaz Fatehpuri
ghaḌī ghaḌī na idhar dekhiye ki dil pe mujhe
hai iḳhtiyār par itnā bhī iḳhtiyār nahīñ
Niyaz FatehpurighaDi ghaDi na idhar dekhiye ki dil pe mujhe
hai iKHtiyar par itna bhi iKHtiyar nahin
maiñ ab to ai junūñ tire hāthoñ se tañg huuñ
lā.ūñ kahāñ se roz garebāñ na.e na.e
Niyaz Fatehpurimain ab to ai junun tere hathon se tang hun
laun kahan se roz gareban nae nae
na duniyā kā huuñ maiñ na kuchh fikr diiñ kā
mohabbat ne rakkhā na mujh ko kahīñ kā
Niyaz Fatehpurina duniya ka hun main na kuchh fikr din ka
mohabbat ne rakkha na mujh ko kahin ka
tum to Thukrā kar guzar jaao tumheñ Tokegā kaun
maiñ paḌā huuñ raah meñ to kyā tumhārā jā.egā
Niyaz Fatehpuritum to Thukra kar guzar jao tumhein Tokega kaun
main paDa hun rah mein to kya tumhaara jaega
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Get Tickets
-
Children's Literature1867
-