Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rais Siddiqui's Photo'

Rais Siddiqui

1957 | Delhi, India

Rais Siddiqui

Ghazal 13

Sher-o-Shayari 3

tire sulūk ġham sub.h-o-shām kyā karte

zarā baat pe jiinā harām kyā karte

tere suluk ka gham subh-o-sham kya karte

zara si baat pe jina haram kya karte

na niiñd āñkhoñ meñ baaqī na intizār rahā

ye haal thā to koī nek kaam kyā karte

na nind aankhon mein baqi na intizar raha

ye haal tha to koi nek kaam kya karte

bas ik ḳhatā musalsal sazā abhī tak hai

mire ḳhilāf mirā ā.īna abhī tak hai

bas ek KHata ki musalsal saza abhi tak hai

mere KHilaf mera aaina abhi tak hai

 

Children's Story 2

 

BOOKS 14

Audios 4

aur kuchh tez chalii.n ab ke havaa.e.n shaayad

duniyaa me.n jo samajhte the baar-e-giraa.n mujhe

ha.nsii ha.nsii me.n har ik Gam chhupaane aate hai.n

Recitation

More Authors From "Delhi"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now