Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Rana Gannauri

1938 | Delhi, India

Rana Gannauri

Ghazal 7

Sher-o-Shayari 16

ai ḳhudā maiñ sun rahā huuñ āhaTeñ us vaqt

jab tirī duniyā har bandā ḳhudā ho jā.egā

ai KHuda main sun raha hun aahaTen us waqt ki

jab teri duniya ka har banda KHuda ho jaega

  • Share this

ḳhushī ham se kinārā kar rahī hai

hameñ ġham ko bhī apnānā paḌegā

KHushi hum se kinara kar rahi hai

hamein gham ko bhi apnana paDega

  • Share this

rakhnā hamesha yaad ye merā kahā huā

aatā nahīñ hai luuT ke paanī bahā huā

rakhna hamesha yaad ye mera kaha hua

aata nahin hai luT ke pani baha hua

  • Share this

rakho tum band be-shak apnī ghaḌiyāñ

samay to raat din chaltā rahegā

rakho tum band be-shak apni ghaDiyan

samay to raat din chalta rahega

  • Share this

tumheñ ai kaash koī raaz ye samjhā gayā hotā

agar sunte to kahne salīqa aa gayā hotā

tumhein ai kash koi raaz ye samjha gaya hota

agar sunte to kahne ka saliqa aa gaya hota

  • Share this

BOOKS 3

 

More Authors From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now