Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rasa Chughtai's Photo'

Rasa Chughtai

1928 - 2018 | Karachi, Pakistan

Prominent Pakistani poet and journalist

Prominent Pakistani poet and journalist

Rasa Chughtai

Ghazal 37

Sher-o-Shayari 34

bahut dinoñ se koī hādsa nahīñ guzrā

kahīñ zamāne ko ham yaad phir na aa jaa.eñ

bahut dinon se koi hadsa nahin guzra

kahin zamane ko hum yaad phir na aa jaen

  • Share this

ham kisī ko gavāh kyā karte

is khule āsmān ke aage

hum kisi ko gawah kya karte

is khule aasman ke aage

is ghar saarī dīvāreñ shīshe haiñ

lekin is ghar mālik ḳhud ik patthar hai

is ghar ki sari diwaren shishe ki hain

lekin is ghar ka malik KHud ek patthar hai

  • Share this

sher-o-suḳhan shahr nahīñ ye shahr-e-izzat-dārāñ hai

tum to 'rasā' bad-nām hue kyuuñ auroñ ko bad-nām karūñ

sher-o-suKHan ka shahr nahin ye shahr-e-izzat-daran hai

tum to 'rasa' bad-nam hue kyun auron ko bad-nam karun

  • Share this

sirf maan.e thī hayā band-e-qabā khulne talak

phir to vo jān-e-hayā aisā khulā aisā khulā

sirf mane thi haya band-e-qaba khulne talak

phir to wo jaan-e-haya aisa khula aisa khula

  • Share this

BOOKS 7

 

Image Shayari 4

 

Videos 21

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Rasa Chughtai

Reciting own poetry

Rasa Chughtai

sar uThaayaa to sar rahegaa kyaa

Rasa Chughtai

hai lekin ajnabii aisaa nahii.n hai

Rasa Chughtai

jab bhii terii yaado.n kaa silsila saa chaltaa hai

Rasa Chughtai

kahaa.n jaate hai.n aage shahr-e-jaa.n se

Rasa Chughtai

KHvaab us ke hai.n jo churaa le jaa.e

Rasa Chughtai

mai.n ne sochaa thaa is ajnabii shahr me.n zindagii chalte-phirte guzar jaa.egii

Rasa Chughtai

'miir'-jii se agar iraadat hai

Rasa Chughtai

mohabbat KHabt hai yaa vasvasa hai

Rasa Chughtai

nikal kar saaya-e-abr-e-ravaa.n se

Rasa Chughtai

sar uThaayaa to sar rahegaa kyaa

Rasa Chughtai

Audios 10

apnii be-chehragii me.n patthar thaa

dil ne apnii zabaa.n kaa paas kiyaa

hai lekin ajnabii aisaa nahii.n hai

Recitation

RELATED Authors

More Authors From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now