Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

S A Mehdi

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 4

in meñ kyā farq hai ab is bhī ehsās nahīñ

dard aur dil zarā dekhiye yaksāñ honā

in mein kya farq hai ab is ka bhi ehsas nahin

dard aur dil ka zara dekhiye yaksan hona

jins-e-vafā dahr meñ bāzār gir gayā

jab ishq faiz-e-husn hāmil nahīñ rahā

jins-e-wafa ka dahr mein bazar gir gaya

jab ishq faiz-e-husn ka hamil nahin raha

mustaqil ab bujhā bujhā hai

āḳhir is dil ko ye huā kyā hai

mustaqil ab bujha bujha sa hai

aaKHir is dil ko ye hua kya hai

donoñ hoñ kaise ek 'mehdī' surūr-o-soz-e-dil

barq-e-nigāh-e-nāz ne gir ke batā diyā ki yuuñ

donon hon kaise ek ja 'mehdi' surur-o-soz-e-dil

barq-e-nigah-e-naz ne gir ke bata diya ki yun

BOOKS 4

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now