Saifi sironji's Photo'

Saifi sironji

Vidisha, India

Dohe of Saifi sironji

apnī ḳhushiyāñ bhuul sab dard ḳharīd

'saifī' tab kar kahīñ terī hogī eid

apni KHushiyan bhul ja sab ka dard KHarid

'saifi' tab ja kar kahin teri hogi eid

maiñ huuñ ik zarra magar ūñchī merī zaat

mere aage kuchh nahīñ tāroñ auqāt

main hun ek zarra magar unchi meri zat

mere aage kuchh nahin taron ki auqat

har mahfil meñ magar itnī kar le jāñch

ḳhuddārī par bhuul kar aa.e kabhī na aañch

har mahfil mein ja magar itni kar le jaanch

KHuddari par bhul kar aae kabhi na aanch

kaisā har dam shor hai kaisī chīḳh-pukār

do din hai zindagī hañs kar ise guzār

kaisa har dam shor hai kaisi chiKH-pukar

do din ki hai zindagi hans kar ise guzar

Recitation

aah ko chahiye ek umr asar hote tak SHAMSUR RAHMAN FARUQI

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now