aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1932 - 2012 | Lahore, Pakistan
One of the leading poets of new Urdu ghazal.
chhoḌne maiñ nahīñ jaatā use darvāze tak
lauT aatā huuñ ki ab kaun use jaatā dekhe
chhoDne main nahin jata use darwaze tak
lauT aata hun ki ab kaun use jata dekhe
ye samajh ke maanā hai sach tumhārī bātoñ ko
itne ḳhūb-sūrat lab jhuuT kaise boleñge
ye samajh ke mana hai sach tumhaari baaton ko
itne KHub-surat lab jhuT kaise bolenge
guzarne hī na dī vo raat maiñ ne
ghaḌī par rakh diyā thā haath maiñ ne
guzarne hi na di wo raat main ne
ghaDi par rakh diya tha hath main ne
Adh Khula Dareecha
1977
Araish-e-Mahfil
2010
Arman Aur Haqeeqat
1993
Doosra Rukh
1990
Ek Charagh Aur Bhi
2004
Fikriyaat
2009
Kulliyat-e-Zauq
Majmua-e-Marasi
1979
Mir Mohammad Ismail Husain Munir Shikohabadi
Ahwal-o-Aasar
Pakistani Adab-1990
Intikhab-e-Sher
1991
big.Dii hu.ii is shahr kii haalat bhii bahut hai jaa.uu.n bhii kahaa.n is se mohabbat bhii bahut hai
nii.nd aatii hai agar jaltii hu.ii aa.nkho.n me.n ko.ii diivaane kii zanjiir hilaa detaa hai
guzarne hii na dii vo raat mai.n ne gha.Dii par rakh diyaa thaa haath mai.n ne
hamaare shahr me.n hai vo gurez kaa aalam charaag bhii na jalaa.e charaag se ko.ii
mai.n tiraa kuchh bhii nahii.n huu.n magar itnaa to bataa dekh kar mujh ko tire zehn me.n aataa kyaa hai
sitaare is qadar dekhe ki aa.nkhe.n bujh ga.ii.n apnii mohabbat is qadar kar lii mohabbat chho.D dii ham ne
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books