- Index of Books 180323
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1867
Medicine773 Movements280 Novel4033 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets62
- Deewan1389
- Doha65
- Epics98
- Exegesis171
- Geet86
- Ghazal926
- Haiku12
- Hamd35
- Humorous37
- Intikhab1486
- Keh mukarni6
- Kulliyat636
- Mahiya18
- Majmua4446
- Marsiya358
- Masnavi766
- Musaddas51
- Naat490
- Nazm1121
- Others64
- Paheli16
- Qasida174
- Qawwali19
- Qit'a54
- Quatrain273
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Shibli Nomani
aap jaate to haiñ us bazm meñ 'shiblī' lekin
hāl-e-dil dekhiye iz.hār na hone paa.e
shiblii you do go to her gathering today
make sure your heart's condition is kept hidden away
Shibli Nomaniaap jate to hain us bazm mein 'shibli' lekin
haal-e-dil dekhiye izhaar na hone pae
shiblii you do go to her gathering today
make sure your heart's condition is kept hidden away
-
Share this
- Translation
- Critique
- Comments
- Download
maiñ rūh-e-ālam-e-imkāñ meñ sharh-e-azmat-e-yazdāñ
azal hai merī bedārī abad ḳhvāb-e-girāñ merā
Shibli Nomanimain ruh-e-alam-e-imkan mein sharh-e-azmat-e-yazdan
azal hai meri bedari abad KHwab-e-giran mera
ajab kyā hai jo nau-ḳhezoñ ne sab se pahle jāneñ diiñ
ki ye bachche haiñ in ko jald so jaane kī aadat hai
Shibli Nomaniajab kya hai jo nau-KHezon ne sab se pahle jaanen din
ki ye bachche hain in ko jald so jaane ki aadat hai
jam.a kar lījiye ġhairoñ ko magar ḳhūbī-e-bazm
bas vahīñ tak hai ki bāzār na hone paa.e
Shibli Nomanijama kar lijiye ghairon ko magar KHubi-e-bazm
bas wahin tak hai ki bazar na hone pae
farāz-e-dār pe bhī maiñ ne tere giit gaa.e haiñ
batā ai zindagī tū legī kab tak imtihāñ merā
Shibli Nomanifaraaz-e-dar pe bhi main ne tere git gae hain
bata ai zindagi tu legi kab tak imtihan mera
tasḳhīr-e-chaman par nāzāñ haiñ taz.īn-e-chaman to kar na sake
tasnīf fasāna karte haiñ kyuuñ aap mujhe bahlāne ko
Shibli NomanitasKHir-e-chaman par nazan hain tazin-e-chaman to kar na sake
tasnif fasana karte hain kyun aap mujhe bahlane ko
ye nazm-e-ā.īñ ye tarz-e-bandish suḳhanvarī hai fusūñ-garī hai
ki reḳhta meñ bhī tere 'shiblī' maza hai tarz-e-'alī-hazīñ' kā
Shibli Nomaniye nazm-e-ain ye tarz-e-bandish suKHanwari hai fusun-gari hai
ki reKHta mein bhi tere 'shibli' maza hai tarz-e-'ali-hazin' ka
-
Tag : Rekhta
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Get Tickets
-
Children's Literature1867
-