Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sultan Akhtar's Photo'

Sultan Akhtar

1940 - 2021 | Patna, India

One of prominent modern poets.

One of prominent modern poets.

Sultan Akhtar

Ghazal 55

Sher-o-Shayari 11

maiñ vo sahrā jise paanī havas le Duubī

vo bādal jo kabhī TuuT ke barsā nahīñ

main wo sahra jise pani ki hawas le Dubi

tu wo baadal jo kabhi TuT ke barsa hi nahin

fursat meñ rahā karte haiñ fursat se zyāda

masrūf haiñ ham log zarūrat se zyāda

fursat mein raha karte hain fursat se zyaada

masruf hain hum log zarurat se zyaada

ik ḳhauf-e-be-panāh hai āñkhoñ ke ār-pār

tārīkiyoñ meñ Dūbtā lamha hai sāmne

ek KHauf-e-be-panah hai aankhon ke aar-par

tarikiyon mein Dubta lamha hai samne

safar safar mire qadmoñ se jagmagāyā huā

taraf taraf hai mirī ḳhāk-e-justujū raushan

safar safar mere qadmon se jagmagaya hua

taraf taraf hai meri KHak-e-justuju raushan

sab ke hoñToñ pe munavvar haiñ hamāre qisse

aur ham apnī kahānī bhī nahīñ jānte haiñ

sab ke honTon pe munawwar hain hamare qisse

aur hum apni kahani bhi nahin jaante hain

BOOKS 10

 

Videos 21

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Cheenle quwat e binaai khudaya mujhse

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Hareef-e-waqt hoon hai sab se juda raat meri

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Kaam aati nahi ab koi tadbeer hamari

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Kaam aati nahi ab koi taqdeer hamari Ghazal by Sultan Akhtar

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Kasaye dil se lahoo ankhon se pani le gaya Couplet by Sultan Akhtar

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Khaab aankhon se chune neend ko veeran kya

Sultan Akhtar

Khaak udti hai kharidaar kahan kho gaye hain

Sultan Akhtar

Khana barbaad huye be dar o deewar rahe

Sultan Akhtar

Main ladhkhadaya to mujhko gale lagane lage

Sultan Akhtar

Raqs e Taus e Tamanna nahi hone wala

Sultan Akhtar

Sultan Akhtar reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

Ye jo hum rakhte garabar sambhale huye hain Ghazal by Sultan Akhtar

Sultan Akhtar one of prominent modern poets from Patna. Sultan Akhtar

chhiin le quvvat biinaa.ii KHudaayaa mujh se

Sultan Akhtar

hariif-e-vaqt huu.n sab se judaa hai raah mirii

Sultan Akhtar

kaam aatii nahii.n ab ko.ii tadbiir hamaarii

Sultan Akhtar

KHaak u.Dtii hai KHariidaar kahaa.n kho ga.e hai.n

Sultan Akhtar

KHaana-barbaad hu.e be-dar-o-diivaar rahe

Sultan Akhtar

khwaab aankhon se chune neend ko viraan kiya

Sultan Akhtar

mai.n la.Dkha.Daayaa to mujh ko gale lagaane lage

Sultan Akhtar

raqs kartaa hai ba-andaaz-e-junuu.n dau.Dtaa hai

Sultan Akhtar

raqs-e-taa.uus-e-tamannaa nahii.n hone vaalaa

Sultan Akhtar

Audios 20

apnii tahziib kii diivaar sambhaale hu.e hai.n

chhiin le quvvat biinaa.ii KHudaayaa mujh se

fursat me.n rahaa karte hai.n fursat se zyaada

Recitation

RELATED Authors

More Authors From "Patna"

Recitation

Speak Now