Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Wali Aasi's Photo'

Wali Aasi

1939 - 2002 | Lucknow, India

Wali Aasi

Ghazal 25

Sher-o-Shayari 23

unheñ bhī jiine ke kuchh tajrabe hue hoñge

jo kah rahe haiñ ki mar jaanā chāhte haiñ ham

unhen bhi jine ke kuchh tajrabe hue honge

jo kah rahe hain ki mar jaana chahte hain hum

cigareteñ chaa.e dhuāñ raat ga.e tak bahseñ

aur koī phuul āñchal kahīñ nam hotā hai

cigareten chae dhuan raat gae tak bahsen

aur koi phul sa aanchal kahin nam hota hai

ishq bin jiine ke ādāb nahīñ aate haiñ

'mīr' sāhab ne kahā hai ki miyāñ ishq karo

ishq bin jine ke aadab nahin aate hain

'mir' sahab ne kaha hai ki miyan ishq karo

ham ḳhuun qisteñ to ka.ī de chuke lekin

ai ḳhāk-e-vatan qarz adā kyuuñ nahīñ hotā

hum KHun ki qisten to kai de chuke lekin

ai KHak-e-watan qarz ada kyun nahin hota

  • Share this

aaj tak jo bhī huā us ko bhulā denā hai

aaj se tai hai ki dushman ko duā denā hai

aaj tak jo bhi hua us ko bhula dena hai

aaj se tai hai ki dushman ko dua dena hai

BOOKS 12

Image Shayari 4

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Mere Fasane Ko Yun Lazawal

Wali Aasi

Musalla Rakhte HaiN

Wali Aasi

ham apne-aap pe bhii zaahir kabhii dil kaa haal nahii.n karte

Wali Aasi

phir vahii reg-e-bayaabaa.n kaa hai manzar aur ham

Wali Aasi

Audios 7

bahut din se ko.ii manzar banaanaa chaahte hai.n ham

ba-ra.ng-e-naGmaa bikhar jaanaa chaahte hai.n ham

bhuule-bisre hu.e Gam yaad bahut kartaa hai

Recitation

RELATED Authors

More Authors From "Lucknow"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now