aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
sar par niil ākāsh hai pairoñ-tale zamīn
donoñ ko insān se koī sakā na chhīn
sar par nil aakash hai pairon-tale zamin
donon ko insan se koi saka na chhin
tiin baras kī umr se chal bachche schōl
bhārī basta laad le bholā bachpan bhuul
tin baras ki umr se chal bachche school
bhaari basta lad le bhola bachpan bhul
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books