Sher of Fahmida Riaz
kis se ab ārzū-e-vasl kareñ
is ḳharābe meñ koī mard kahāñ
kis se ab aarzu-e-wasl karen
is KHarabe mein koi mard kahan
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
mirī bebasī mujh pe zāhir hai lekin
tumhārī tamannā tumhārī tamannā
meri bebasi mujh pe zahir hai lekin
tumhaari tamanna tumhaari tamanna
chalte chalte kuchh tham jaanā phir bojhal qadmoñ se chalnā
ye kaisī kasak sī baaqī hai jab paañv meñ vo kāñTā bhī nahīñ
chalte chalte kuchh tham jaana phir bojhal qadmon se chalna
ye kaisi kasak si baqi hai jab panw mein wo kanTa bhi nahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download