Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Kishwar Naheed's Photo'

Kishwar Naheed

1940 | Islamabad, Pakistan

Renowned Pakistani poet known for her bold views on women and strong stand against religious fundamentalism

Renowned Pakistani poet known for her bold views on women and strong stand against religious fundamentalism

Kishwar Naheed

Ghazal 58

Nazm 23

Sher-o-Shayari 31

ab sirf libās rah gayā hai

vo le gayā kal badan churā kar

ab sirf libas rah gaya hai

wo le gaya kal badan chura kar

  • Share this

dil meñ hai mulāqāt ḳhvāhish dabī aag

mehñdī lage hāthoñ ko chhupā kar kahāñ rakkhūñ

dil mein hai mulaqat ki KHwahish ki dabi aag

mehndi lage hathon ko chhupa kar kahan rakkhun

maan bhī luuñ ki tirī yaad mahaz vāhima hai

phir bhī vo yaad dam-sāz rahī shām-o-sahar

man bhi lun ki teri yaad mahaz wahima hai

phir bhi wo yaad hi dam-saz rahi sham-o-sahar

  • Share this

paanī bahāv tham gayā hai

niklī hai nadī se vo nahā kar

pani ka bahaw tham gaya hai

nikli hai nadi se wo naha kar

  • Share this

udāsiyoñ ko to āñgan chāhiyeñ ḳhālī

chhatoñ pe chāñdnī rātoñ silsila rakhnā

udasiyon ko to aangan hi chahiyen KHali

chhaton pe chandni raaton ka silsila rakhna

  • Share this

Children's Story 6

Doha 7

maiñ bahrī thī kaagā bolā sun na sakī sandesh

dil kahtā hai kal ā.eñge piyā badal ke bhes

main bahri thi kaga bola sun na saki sandesh

dil kahta hai kal aaenge piya badal ke bhes

  • Share this

prem kiyā aur saath na chhoTā kaise the vo log

ham ne pyāroñ ab tak dekhā na sanjog

prem kiya aur sath na chhoTa kaise the wo log

hum ne pyaron ka ab tak dekha na sanjog

  • Share this

takiya bhīgā saañs bhī Duubī murjhā.ī har aas

dil ko raah pe laane har aas banī sanyās

takiya bhiga sans bhi Dubi murjhai har aas

dil ko rah pe lane ki har aas bani sanyas

  • Share this

tapte lamhe dahakte chehre sab kuchh dhyān meñ lā.ūñ

pattī pattī chāhe toḌūñ dil bojh haTā.ūñ

tapte lamhe dahakte chehre sab kuchh dhyan mein laun

patti patti chahe toDun dil ka bojh haTaun

  • Share this

ThanDī raat aur ThanDā bistar sakhī-rī kāñTe aa.e

log kaheñ jo dukh sāñjhe hoñ dil halkā ho jaa.e

ThanDi raat aur ThanDa bistar sakhi-ri kanTe aae

log kahen jo dukh sanjhe hon dil halka ho jae

  • Share this

BOOKS 42

Videos 27

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Kishwar Naheed

"Tum Swami Raam Bane Mere"

Noted feminist Urdu poet Kishwar Nahid who is commonly known for her bold and radical views for highlighting the issues of women and their plight in the present male dominant society through her poetry, is at Rekhta studio. Kishwar Naheed

"Wo Jo Bachchiyon Se Bhi Dar Gaye"

Noted feminist Urdu poet Kishwar Nahid who is commonly known for her bold and radical views for highlighting the issues of women and their plight in the present male dominant society through her poetry, is at Rekhta studio. Kishwar Naheed

Kishwar Naheed at Mushaira

Kishwar Naheed

Kishwar Nahid - Woh Ajnabi Tha Ghair Tha Kisne Kaha Na Tha

Noted feminist Urdu poet Kishwar Nahid who is commonly known for her bold and radical views for highlighting the issues of women and their plight in the present male dominant society through her poetry, is at Rekhta studio. Kishwar Naheed

ae rah e hijr e nau faroz dekh ke hum thaher gaye

Kishwar Naheed

assi buriya'n ve loko

Kishwar Naheed

bigdi baat banana mushkil bigdi baat banaye kaun

Kishwar Naheed

dil ko bhi gham ka salqa na tha pehle pehle

Kishwar Naheed

ek hi awaaz par wapas palat aayenge log

Kishwar Naheed

ghaas to mujh jaisi hai

ghaas bhii mujh jaisii hai Kishwar Naheed

glass landscape

abhii sardii poro.n kii pahchaan ke mausam me.n hai Kishwar Naheed

hava kuch apna sawal tehreer dekhti hai

Kishwar Naheed

hum gunahgaar aurtein

ye ham gunahgaar aurte.n hai.n Kishwar Naheed

khudaon se keh do

jis din mujhe maut aa.e Kishwar Naheed

meri ankho me dariya jhulta hai

Kishwar Naheed

mujhe bhula ke mujhe yaad bhi rakha tune

Kishwar Naheed

sone se pehle ek khayal

mujhe november kii dhuup kii tarah mat chaaho Kishwar Naheed

tere qareeb aane ke dhang aate the

Kishwar Naheed

tujhse wada aziz tar rakha

Kishwar Naheed

umr me usse badi thi lekin pehle toot ke bikhri main

Kishwar Naheed

vo ajnabii thaa Gair thaa kis ne kahaa na thaa

Kishwar Naheed

vo ajnabii thaa Gair thaa kis ne kahaa na thaa

Kishwar Naheed

wida karta hai dil satwat e rag e jaan ko

Kishwar Naheed

zehn rehta hai badan khwab ke dam tak uska

Kishwar Naheed

Audios 25

ai rah-e-hijr-e-nau-faroz dekh ki ham Thahar ga.e

big.Dii baat banaanaa mushkil big.Dii baat banaa.e kaun

dil ko bhii Gam kaa saliiqa na thaa pahle pahle

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED contributors

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now