Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Qabil Ajmeri's Photo'

Qabil Ajmeri

1931 - 1962 | Hyderabad, Pakistan

Qabil Ajmeri

Ghazal 21

Sher-o-Shayari 31

aaj 'qābil' mai-kade meñ inqalāb aane ko hai

ahl-e-dil andesha-e-sūd-o-ziyāñ tak aa ga.e

aaj 'qabil' mai-kade mein inqalab aane ko hai

ahl-e-dil andesha-e-sud-o-ziyan tak aa gae

ḳhud tumheñ chāk-e-garebāñ shu.ūr aa jā.egā

tum vahāñ tak aa to jaao ham jahāñ tak aa ga.e

KHud tumhein chaak-e-gareban ka shuur aa jaega

tum wahan tak aa to jao hum jahan tak aa gae

kūcha-e-yār markaz-e-anvār

apne dāman meñ dasht-e-ġham ḳhaak

kucha-e-yar markaz-e-anwar

apne daman mein dasht-e-gham ki KHak

  • Share this

kuchh der kisī zulf ke saa.e meñ Thahar jaa.eñ

'qābil' ġham-e-daurāñ abhī dhuup kaḌī hai

kuchh der kisi zulf ke sae mein Thahar jaen

'qabil' gham-e-dauran ki abhi dhup kaDi hai

rañg-e-mahfil chāhtā hai ik mukammal inqalāb

chand sham.oñ ke bhaḌakne se sahar hotī nahīñ

rang-e-mahfil chahta hai ek mukammal inqalab

chand shamon ke bhaDakne se sahar hoti nahin

BOOKS 2

 

Image Shayari 4

 

Videos 17

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
Din pareshaan hai raat bhaari hai

Hariharan

hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e

Unknown

shauq-e-beintiha na de jana

Unknown

Sitaron tum to so jao

Nusrat Fateh Ali Khan

Zabt-e-gham ka sila na de jana

Hariharan

Amjad Parvez

Unknown

Sabri brothers

ab ye aalam hai ki Gam kii bhii KHabar hotii nahii.n

Bharti Vishvanathan

hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e

Unknown

hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e

Gayatri Asokan

hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e

Mehdi Hasan

ho.nTo.n pe ha.nsii aa.nkh me.n taaro.n kii la.Dii hai

Khushboo Khanam

suraahii kaa bharam khultaa na merii tishnagii hotii

Sabri brothers

tum na maano magar haqiiqat hai

Zaheer Ahmed Warsi

tum na maano magar haqiiqat hai

Pankaj Udhas

vo har maqaam se pahle vo har maqaam ke baa'd

Iqbal Bano

Audios 10

ab ye aalam hai ki Gam kii bhii KHabar hotii nahii.n

ba-qadr-e-josh-e-junuu.n taar taar bhii na kiyaa

din chhupaa aur Gam ke saa.e Dhale

Recitation

RELATED contributors

Recitation

Speak Now