Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rajendera Krishan's Photo'

Rajendera Krishan

1919 - 1988 | Mumbai, India

Poet & film lyricist.

Poet & film lyricist.

Rajendera Krishan

Ghazal 15

Sher-o-Shayari 9

ik chhoTā thā merā āshiyāñ

aaj tinke se alag tinkā huā

ek chhoTa sa tha mera aashiyan

aaj tinke se alag tinka hua

ik mohabbat ke sivā aur na kuchh māñgā thā

kyā kareñ ye bhī zamāne ko gavārā na huā

ek mohabbat ke siwa aur na kuchh manga tha

kya karen ye bhi zamane ko gawara na hua

hameñ vāsta taḌap se hameñ kaam āñsuoñ se

tujhe yaad kar ke ro.e tujhe bhulā ke ro.e

hamein wasta taDap se hamein kaam aansuon se

tujhe yaad kar ke roe ya tujhe bhula ke roe

is bharī duniyā meñ koī bhī hamārā na huā

ġhair to ġhair haiñ apnoñ sahārā na huā

is bhari duniya mein koi bhi hamara na hua

ghair to ghair hain apnon ka sahaara na hua

murjhā chukā hai phir bhī ye dil phuul to hai

ab aap ḳhushī ise kāñToñ meñ tauliye

murjha chuka hai phir bhi ye dil phul hi to hai

ab aap ki KHushi ise kanTon mein tauliye

Filmi Geet 1

 

Image Shayari 1

 

Videos 17

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
haal-e-dil yuu.n unhe.n sunaayaa gayaa

Lata Mangeshkar

is bharii duniyaa me.n ko.ii bhii hamaaraa na hu.aa

Mohammad Rafi

jab jab tumhe.n bhulaayaa tum aur yaad aa.e

Lata Mangeshkar

kahii.n se maut ko laa.o ki Gam kii raat kaTe

Mohammad Rafi

kal chaman thaa aaj ik sahraa hu.aa

Mohammad Rafi

kis tarah jiite hai.n ye log bataa do yaaro

Mohammad Rafi

kise ma.aluum thaa ik din mohabbat be-zabaa.n hogii

Lata Mangeshkar

mai.n tirii nazar kaa suruur huu.n tujhe yaad ho ki na yaad ho

Talat Mahmood

mujh se mat puuchh mire ishq me.n kyaa rakkhaa hai

Lata Mangeshkar

na jhaTko zulf se paanii ye motii TuuT jaa.e.nge

Mohammad Rafi

ye havaa ye raat ye chaa.ndnii tirii ek adaa pe nisaar hai

Talat Mahmood

meri daastan mujhe hi mera dil suna ke roye

Lata Mangeshkar

Mohammad Rafi

Mohammad Rafi

un ko ye shikaayat hai ki hum kuch nahi kehte

Lata Mangeshkar

un ko ye shikaayat hai ki hum kuch nahi kehte

Lata Mangeshkar

yun hasraton ke daagh mohabbat me dho liya

Lata Mangeshkar

yuu.n hasrato.n ke daaG mohabbat me.n dho liye

Radhika Chopra

RELATED contributors

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now