Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sahar Ansari's Photo'

Sahar Ansari

1939 | Karachi, Pakistan

Prominent Pakistani scholar, poet & professor of Karachi University who was close to Jaun Eliya. Awarded with Tamgha-e-Imtiyaz

Prominent Pakistani scholar, poet & professor of Karachi University who was close to Jaun Eliya. Awarded with Tamgha-e-Imtiyaz

Sahar Ansari

Ghazal 28

Nazm 11

Sher-o-Shayari 16

ajiib hote haiñ ādāb-e-ruḳhsat-e-mahfil

ki vo bhī uTh ke gayā jis ghar na thā koī

ajib hote hain aadab-e-ruKHsat-e-mahfil

ki wo bhi uTh ke gaya jis ka ghar na tha koi

  • Share this

ye marnā jiinā bhī shāyad majbūrī do lahreñ haiñ

kuchh soch ke marnā chāhā thā kuchh soch ke jiinā chāhā hai

ye marna jina bhi shayad majburi ki do lahren hain

kuchh soch ke marna chaha tha kuchh soch ke jina chaha hai

ham ko jannat fazā se bhī ziyāda hai aziiz

yahī be-rañg duniyā yahī be-mehr se log

hum ko jannat ki faza se bhi ziyaada hai aziz

yahi be-rang si duniya yahi be-mehr se log

diloñ haal to ye hai ki rabt hai na gurez

mohabbateñ to ga.iiñ thī adāvateñ bhī ga.iiñ

dilon ka haal to ye hai ki rabt hai na gurez

mohabbaten to gain thi adawaten bhi gain

jise guzār ga.e ham baḌe hunar ke saath

vo zindagī thī hamārī hunar na thā koī

jise guzar gae hum baDe hunar ke sath

wo zindagi thi hamari hunar na tha koi

BOOKS 6

 

Videos 38

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Sahar Ansari

Apne khoon se jo hum ek shama jalaye huye hain

Professor Sahar Ansari is an Urdu poet, critic and scholar fo Urudu literature and linguistic from Pakistan. Prof. Sahar Ansari has been awarded Tamgha-e-Imtiyaz by the government of Pakistan. Sahar Ansari reciting his ghazal for Rekhta.org. Sahar Ansari

Kaha tak jaya ja sakta hai izhar e mohabbar mein

Professor Sahar Ansari is an Urdu poet, critic and scholar fo Urudu literature and linguistic from Pakistan. Prof. Sahar Ansari has been awarded Tamgha-e-Imtiyaz by the government of Pakistan. Sahar Ansari reciting his ghazal for Rekhta.org. Sahar Ansari

Mile hamesha safhe motabar badalte huye

Professor Sahar Ansari is an Urdu poet, critic and scholar fo Urudu literature and linguistic from Pakistan. Prof. Sahar Ansari has been awarded Tamgha-e-Imtiyaz by the government of Pakistan. Sahar Ansari reciting his ghazal for Rekhta.org. Sahar Ansari

Sahar Ansari on Shabnam Romani - Arts council Karachi May 2010 -10

Sahar Ansari

Sahar Ansari tribute to Nazar Amrohvi

Sahar Ansari

Yaad thay, yaadgaar thay hum tau (Sahar Ansari talks about Jaun Elia) 2/4

Sahar Ansari

Yadgari jalsa in Karachi to remember Urdu poet Qabil Ajmeri held in Apl 2005

Sahar Ansari

Sahar Ansari

apne KHuu.n se jo ham ik sham.a jalaa.e hu.e hai.n

Sahar Ansari

apne KHuu.n se jo ham ik sham.a jalaa.e hu.e hai.n

Sahar Ansari

ham ahl-e-zarf ki Gam-KHaana-e-hunar me.n rahe

Sahar Ansari

havas o vafaa kii siyaasato.n me.n bhii kaamyaab nahii.n rahaa

Sahar Ansari

kisii bhii zaKHm kaa dil par asar na thaa ko.ii

Sahar Ansari

milii bhii kyaa dar-e-daulat se kaar-e-ishq kii daad

Sahar Ansari

raasto.n me.n ik nagar aabaad hai

Sahar Ansari

sadaa apnii ravish ahl-e-zamaana yaad rakhte hai.n

Sahar Ansari

sazaa baGair adaalat se mai.n nahii.n aayaa

Sahar Ansari

sazaa baGair adaalat se mai.n nahii.n aayaa

Sahar Ansari

sazaa baGair adaalat se mai.n nahii.n aayaa

Sahar Ansari

visaal-o-hijr se vaabasta tohmate.n bhii ga.ii.n

Sahar Ansari

RELATED contributors

More contributors From "Karachi"

 

Recitation

Speak Now