Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Saleem Ahmed's Photo'

Saleem Ahmed

1927 - 1983 | Karachi, Pakistan

One of the most prominent modern Urdu critics. Famous for his promotion of the Anti-ghazal trend of poetry and anti-modernism views.

One of the most prominent modern Urdu critics. Famous for his promotion of the Anti-ghazal trend of poetry and anti-modernism views.

Saleem Ahmed

Ghazal 64

Nazm 22

Sher-o-Shayari 70

chalī hai mauj meñ kāġhaz kashtī

use dariyā andāza nahīñ hai

chali hai mauj mein kaghaz ki kashti

use dariya ka andaza nahin hai

  • Share this

ham ne shikva kabhī kiyā na kareñ

shikva hai e'tirāf nākāmī

hum ne shikwa kabhi kiya na karen

shikwa hai e'tiraf nakaami

itnī kāvish bhī na kar merī asīrī ke liye

kahīñ merā giraftār na samjhā jaa.e

itni kawish bhi na kar meri asiri ke liye

tu kahin mera giraftar na samjha jae

kisī ko kyā batā.ūñ kaun huuñ maiñ

ki apnī dāstāñ bhūlā huā huuñ

kisi ko kya bataun kaun hun main

ki apni dastan bhula hua hun

yaad ne aa kar yakāyak parda khīñchā duur tak

maiñ bharī mahfil meñ baiThā thā ki tanhā ho gayā

yaad ne aa kar yakayak parda khincha dur tak

main bhari mahfil mein baiTha tha ki tanha ho gaya

Qita 2

 

Article 47

BOOKS 15

Videos 26

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

Saleem Ahmed

aafaaq

badan sun ho gayaa hai baiThe baiThe Saleem Ahmed

dilo.n me.n dard bhartaa aa.nkh me.n gauhar banaataa huu.n

Saleem Ahmed

hai is taKHriib me.n taa'miir muzmar

Saleem Ahmed

ishq me.n jis ke ye ahvaal banaa rakkhaa hai

Saleem Ahmed

mai.n sar chhupaa.uu.n kahaa.n saaya-e-nazar ke baGair

Saleem Ahmed

nuqta

har taraf se infiraadii jabr kii yalGaar hai Saleem Ahmed

titli ne kaha tha mashrik mashrik hai

Saleem Ahmed

dil husn ko daan de rahaa huu.n

Saleem Ahmed

dil ke andar dard aa.nkho.n me.n namii ban jaa.iye

Saleem Ahmed

jaane kisii ne kyaa kahaa tez havaa ke shor me.n

Saleem Ahmed

jaane kisii ne kyaa kahaa tez havaa ke shor me.n

Saleem Ahmed

jis kaa inkaar bhii inkaar na samjhaa jaa.e

Saleem Ahmed

mai.n sar chhupaa.uu.n kahaa.n saaya-e-nazar ke baGair

Saleem Ahmed

mai.n sar chhupaa.uu.n kahaa.n saaya-e-nazar ke baGair

Saleem Ahmed

mashriq haar gayaa

'kipling' ne kahaa thaa Saleem Ahmed

meraa dushman

us ne jo zarb lagaa.ii mujhe bharpuur lagii Saleem Ahmed

tire saa.nche me.n Dhaltaa jaa rahaa huu.n

Saleem Ahmed

Audios 18

baiThe hai.n sunahrii kashtii me.n aur saamne niilaa paanii hai

ban ke duniyaa kaa tamaashaa mo'atabar ho jaa.e.nge

dekhne ke liye ik shart hai manzar honaa

Recitation

RELATED contributors

More contributors From "Karachi"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now