garche kuchh rang us ka kala hai
garche kuchh rang us kā kaalā hai
merā mahbūb hai nirālā hai
tujh ko miltā hai ḳhuub white-mīT
terī āñkhoñ meñ jo ujālā hai
jo akaḌtā misāl-e-sarv rahe
aise afsar kā bol-bālā hai
jis ko rishvat kī rahguzar kahiye
ham ne vo rāsta nikālā hai
chiyuñTiyoñ kī tarah haiñ chimTī huī
terī yādoñ ne maar Daalā hai
tum jo baiThī ho saas ke nazdīk
zalzala koī aane vaalā hai
chhup ke apnī bahan se mil jaa.e
merā 'azmat vahī to saalā hai
garche kuchh rang us ka kala hai
mera mahbub hai nirala hai
tujh ko milta hai KHub white-miT
teri aankhon mein jo ujala hai
jo akaDta misal-e-sarw rahe
aise afsar ka bol-baala hai
jis ko rishwat ki rahguzar kahiye
hum ne wo rasta nikala hai
chiyunTiyon ki tarah hain chimTi hui
teri yaadon ne mar Dala hai
tum jo baiThi ho sas ke nazdik
zalzala koi aane wala hai
chhup ke apni bahan se mil jae
mera 'azmat wahi to sala hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.