aa jaa sanam
Interesting Fact
Film: Chori Chori Year: 1956 Singer: Lata Mangeshkar, Manna Dey Music: Shankar–Jaikishan Actor: Raj Kapoor, Nargis
aa jaa sanam
madhur chaa.ndnii me.n ham tum mile
to viiraane me.n bhii aa jaa.egii bahaar
jhuumne lagegaa aasmaan jhuumne lagegaa aasmaan
kahtaa hai dil aur machaltaa hai dil
more saajan le chal mujhe taaro.n ke paar
lagtaa nahii.n hai dil yahaa.n lagtaa nahii.n hai dil yahaa.n
bhiigii bhiigii raat me.n dil kaa daaman thaam le
kho.ii kho.ii zindagii har dam teraa naam le
chaa.nd kii bahkii nazar kah rahii hai pyaar kar
zindagii hai ik safar kaun jaane kal kidhar
aa jaa sanam
dil ye chaahe aaj to baadal ban u.D jaa.uu.n mai.n
dul.han jaisaa aasmaa.n dhartii par le aa.uu.n mai.n
chaa.nd kaa Dolaa saje dhuum taaro.n me.n mache
jhuum ke duniyaa kahe pyaar me.n do dil mile

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.